Dostoon!
Assalamu Alaikum!
Jo lgo inpge istimaal kartey hain un ki khidmat mein yek tip arz kar raha hoon (agar pehley kisi Hzrat ney Share ki hai to hum ma'zrat khwah hain)
wo yeh ki inpage mein agar hum chaahtey hain ki koi object yek jagah sey copy ya cut honey k baad doosrey page mein same wahein aur usi jagah paste ho jaye jis tarah ki wo apni pahli jagah par tha........(yeh tip inpage mein page k aakheer mein hashey k liey bahut useful hogi) to is k leyey hum sab sey pehley apney matlooba oject ko copy ya paste karengey aur phir next page par ya jahaan aap chaayein...ctr v ya paste karney ki baad enter press karengey...yaisa kartey hi hum dekengey ki yeh object same wahein paste huwa hai jis jagah se hum ney isey copay ya cut kiya tha...............Use kar key dekhein..........Aur Duwaaon mein yaad rakkhein........................Allah Hafiz
Inpage k chaahney waloon k leye yek hadya
بسم الله الرحمن الرحمن الرحيم
Peyaare Dosto!
Jaisa ki aap sab ko maloom hai ki Ramazanul Mubaarak ki aamad Aamad hai....
To leejiye Isi KHushi mein hum aap ki Khidmat mein Panjsurah (Surah Yaseen, Rahman, Mulk, Kahaf, Urdu Translation k saath) ki nti ncd image file ka link pesh-e-Khidmat hai....
.....Qari Sudais aur Shuraim (ya Abdud saamad Sahibaan ki Qirat hai....
To down load karein aap.....
Aur Duwaaon mein yaad Rakkhein...
Allah Hafiz
Mohammad Zaman Khan, Sahil
Link:
http://www.4shared.com/file/58926248/3b62065a/Panj_Surah.html

thanx dear lekin agar aap yehi kuch urdu mien likhtey to ziada acha tha but thanx
Assalmu Alaikum SAleeb Bhai,
Insha Allah...Aayenda.....hum jo kuch bhi share karengey sab Urdu mein likhney ki koshish karengey.....
Duwaaon mein yaad Rakkhein....
Allah Hafiz
Insha Allah...Aayenda.....hum jo kuch bhi share karengey sab Urdu mein likhney ki koshish karengey.....
Duwaaon mein yaad Rakkhein....
Allah Hafiz
nice