1 Baat ! kya mai Sahi ho>?

- Post #2
Re: 1 Baat ! kya mai Sahi ho>?
Haseeb bhai kia hal hay aap ki koshish buhat achi hay Allah aap ko aur taraqi de ameen, guzarish hay k kia mujhay ijazat dayingay k may islam k baray may chand mustanad Hadith say lay kar likhoon is taraha tamam dostoon ka ziada faida ho ga
Allah hafiz, jawab jald dain
Allah hafiz, jawab jald dain
- Post #3
Re: 1 Baat ! kya mai Sahi ho>?
bhai zaror idar kisis ko mana nhi kiya gaya
app jis marzi section mai likha
app jis marzi section mai likha

- Post #4
Re: 1 Baat ! kya mai Sahi ho>?
Shukria inshaAllah buhat jald aap ko mustanad hadith milain gee
- Post #5
Re: 1 Baat ! kya mai Sahi ho>?
Haseeb bhai i hope app bura nahi manao gay.
Ajj say 200 saal pehlay sub Musalman aik thay sub ka aqida aik tha sub Rasool Allah (saw) ki tazeem kartay aur khush hotay per 100 saal pehlay jo fitne uthay khasosan Najad say unhon ne musalmano ka Qatl-e-Aam kia, Musalmano per Shirk-o-Bidat kay fatway lagai Nabi Pak (saw) ki shaan main aisay aisay buray alfaaz kahai ke sun kar dil toot jata hai aur tu aur aik baad bakht ne Roza-e-Rasool ko BARA BUTT kaha aur kaha ke Roza-e-Rasool ko girana bara sawab hai.
bus tab say Ummat-e-Muslima bikhar gai hai.
Meray laiq koi khidmat ho tu main hazir hon.
Beharhal acha idea hai.

- Post #6
Re: 1 Baat ! kya mai Sahi ho>?
aslam-ö-alikom
Haseeb ap ka ya maqsad na sirf ap ka hona chaiya balky pure Alm-e- Islam ka hona chaiya
Khuda Tallah hum sub ko himmat ata farmayn k hum sub ap k sath kadam se kadam mila k chal saky.
Inshallah Tallah Rab-e- Kream ak din ap k is maqseed ko zarur pura farmny gy Ammeen
SUmAAMeeNN

- Post #7
Re: 1 Baat ! kya mai Sahi ho>?
aslam-ö-alikom
aap ki koshish buhat achi hay
Allah aap ko aur taraqi de (AMEEN).
Or Allah hum sub ko yah toffek ata farmye k hum b aaka sath de sake
aap ki koshish buhat achi hay
Allah aap ko aur taraqi de (AMEEN).
Or Allah hum sub ko yah toffek ata farmye k hum b aaka sath de sake
WWW.URDUPAGESPK.NET
- Post #8
Re: 1 Baat ! kya mai Sahi ho>?
::::::::::::::::
:::::::::::::: umeed hei kay tumam bhai aur sister,s theek hoon gaymain aap logoo ki mehfil main new zaroor hoon mager aap logoo say meraa rishta bohaat poranaa hei mera matlaab hei main 3 month say aap logoo ko study ker rahaa hoon , mujay aap logoo pay fakhar hei aur main ALLAH say DUA kerta hon kay ALLAH aap logoo ko hameshaa khush rakhay, Aur kabhi bi aap ko kisi kaa mohtaaj naa karay .....AMEEN....
aap saab kaa bhai naqli sofi bush almaroof mr.chup

- Post #9
Re: 1 Baat ! kya mai Sahi ho>?
AMEEN
bohat shukriya bhaiya itni achi achi duaoon ka Allah tallah ap ko b khush rakhyn
bohat shukriya bhaiya itni achi achi duaoon ka Allah tallah ap ko b khush rakhyn

- Post #10
Re: 1 Baat ! kya mai Sahi ho>?
mr.chup wrote:::::::::::::::::
:::::::::::::: umeed hei kay tumam bhai aur sister,s theek hoon gay
main aap logoo ki mehfil main new zaroor hoon mager aap logoo say meraa rishta bohaat poranaa hei mera matlaab hei main 3 month say aap logoo ko study ker rahaa hoon , mujay aap logoo pay fakhar hei aur main ALLAH say DUA kerta hon kay ALLAH aap logoo ko hameshaa khush rakhay, Aur kabhi bi aap ko kisi kaa mohtaaj naa karay .....AMEEN....
aap saab kaa bhai naqli sofi bush almaroof mr.chup
Mr chup sahab aap ko welcome magar yaad rakhiye k kisi achay insan ko copy karain naqli bush ko nahi aap musalman hain musalman ki koi ada copy karain to ziada khushi ho gibut don't mind it please

- Post #11
Re: 1 Baat ! kya mai Sahi ho>?
Sab ka bohat bohat bohat bohjat Shukriya
Allah inshallah hum sab ko kamyab Farmaya gy
bhai aaj kal tbiyat bohat kharab hy pichla 2 din pahla Hosh aya hy
plz Duwa kara Inshallah jald new Lecture send kr do ga
Allah inshallah hum sab ko kamyab Farmaya gy
bhai aaj kal tbiyat bohat kharab hy pichla 2 din pahla Hosh aya hy
plz Duwa kara Inshallah jald new Lecture send kr do ga

- Post #13
Re: 1 Baat ! kya mai Sahi ho>?
Humary shweet shy admin ji Allah TAllah ap ko jaldi shy bilkol sahi kar dyn Ameen or ap ko Hamesha khush rakhyn or ap ko har moor par Kaamyabi ata farmayn

- Post #15
Re: 1 Baat ! kya mai Sahi ho>?
ohhhhhhh so sad
haseeb bhai Alah tallah aapko sehat de (Ameen)
haseeb bhai Alah tallah aapko sehat de (Ameen)
WWW.URDUPAGESPK.NET
- Post #16
Re: 1 Baat ! kya mai Sahi ho>?
Assalam-o-alaikum
pahli dafa ye site yani urdupages me gia
aur jaise jaise parhta gia :lol:be had khushi hui
haseeb bhai aur un ki team ko Allah khush rakhe Aameen
pahli dafa ye site yani urdupages me gia
aur jaise jaise parhta gia :lol:be had khushi hui
haseeb bhai aur un ki team ko Allah khush rakhe Aameen
- Post #17
Re: 1 Baat ! kya mai Sahi ho>?
HUM SUB KO IS SITE cay START KARNA HAY KUYAN KA YA YUNG PEOPLE KI SITE YAY