main apna yahoo ka name change karna chahta hon lakin wo nahi hoo raha mujh sy
...yahoo messenger main jaisy mera id hai.... nayeem_ikram@yahoo.com ...... or jab main yahoo messenger par sign in hota hon ya mailbox open karta hon to udher nayeem_ikram likha howa aata hai, main is ko change kar ky apna nick rakhna chahta hon.. soo please mujhy baten ky ye nick kaisy change hoo ga....aap sab ky jawab ka intazar rhy ga..thank u take care u all















