aj mujy ap logon ki help ki zarurat hia . problem ya hia k main jab apna mp3 pc k sath conect karti hon to wo mary pc k sath conect nahi hota hai. jab k jab main apna purany wala mp3 lagati hon to wo conect ho jata hia.
or ya new wala mp3 jab main dosry pc py lagati hon to wahan conect ho jata hia.
aysa kioyn hia pls ap mujy bara sakty hian.
ager ap ko mera masla samaj aa gaya hia to pls mujy zarur bataiya ga is ka hal mujy ap k answer ka intazar rahy ga . thx













